Dil se masti...Dil se Dosti
Jindagi..hai full on yaari masti
Kabhi ho Hasna...kabhi ho Rona
Kabhi ho rutna...kabhi ho manana
Hasi woh
jindagi..yaroon ka yaraana...
Khush Naseeb hai woh pal...jisme yaar ka saat ho..humesha har pal uska haton mein haat ho.
Jindagi...main na koi gum na koi aykrar...sirf yaroon ki yaari
Jindagi hai nyari...
Dosto ki Meeti si kuch yaadein...ankhon mein asu aur chehre peh hasi de jate hai...
Pal ke har pal sunere yaadein ban jate hai...
Joh Laut gaye woh...Dil mein ek nishan ban Gaye hai
Joh rut Gaye hai woh Dil ka
Chain ban Gaye...hai
Aur Jo pass hai ...
woh Dil ki Jaan ban Gaye..hai
Pass ho yaa dur ho...ya koi humse bahot
rute hue ho.. jaise bhi ho ap mere dost ho...mere chehre pe smile laane wale..jindagi meri khobsurat banane wale..ap mere Sabse pyaare dost ho.

Comments
Post a Comment